Ajnabi Ban Ke Guzar Jayein Agar Tu Chahe.

Hum To Saya Tera Ban Jayein Agar Tu Chahe,
Ya Kabhi Bhi Na Nazar Aayein Agar Tu Chahe.
Tu Jo Keh De To Pukarein Sar-e-Bazaar Tujhe,
Ajnabi Ban Ke Guzar Jayein Agar Tu Chahe.

Advertisement