har bazam mein afsana muhabat ka suna de

har bazam mein afsana muhabat ka suna de

ruton ko hansa de kabhi hanstu ko rula de

jis dil ki wafaon ka zamane mein hai charcha

ab ishq o wafa se use begana bana de

iss tarah zamana chamak uthe teri lo se

khud husan ko bhi ishq ke jalwon mein chupa de

Advertisement