in wasal ki lambhi raton mein

in wasal ki lambhi raton mein

bin dhoop ki in barsaton mein

sach kehte in jazbaton mein

khushboo se bhare in nagmon mein

kaliyun ki in soghaton mein

jo sapne hain sab tere hain

jo sapne hain sab mere hain

kehti hai dharkan khush ho kar

tu mera hai, mein teri hoon!

Advertisement