jo huwa hai, wo dobara nahi hone wala

jo huwa hai, wo dobara nahi hone wala

chahta hoon magar aisa nahi hone wala

is zamane se wafa ki hai tuwaqa tujh ko

ye zamana tu kisi ka nahi hone wala

haye wo baat banaye se jo banti hi nahi

haye ye dil jo hamara nahi home wala

Advertisement