sharab o shehad ki milti hai lazzat sada pani mein

sharab o shehad ki milti hai lazzat sada pani mein

sitare khilte hain joibaron ki rawani mein

huwa gati huwi chalti hai, kaliyan muskurati hain

har ek she apni janib khancti hai jawani mein

Advertisement