yun aaye jese bhaag mein fasl e bahar aye

yun aaye jese bhaag mein fasl e bahar aye

ujhra huwa diyar basa kar chale gaye

sache hain apne wade ke wo kis qadar

aa tu gaye, agarcha wo aa kar chale gaye

Advertisement